Jitne Ke Liye Lyrics
Jitne Ke Liye Lyrics, Movie: Azhar Singers: Krishnakumar Kunnath (K.K) Song Lyricists: Rakesh Kumar (Kumaar) Music Composer: Amaal Mallik
Jitne Ke Liye Lyrics Song Info
Detailed information regaring song Jitne Ke Liye Lyrics.
Caption
Detail
Movie
Azhar
Singers
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Song Lyricists
Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Composer
Amaal Mallik
Song Video
Song Lyrics
Jitne Ke Liye Lyrics Aasmaan Bhi Haarta Hai Zameen Pe Waqt Guzaarta Hai Phir Se Unchaiyon Ki Chah Mein Zindagi Jo Toot’ti Hai Neend Saari Roothti Hai Honsla Mil Hi Jaata Hai Raah Mein Phir Udega Dil Unn Udano Mein Phir Ladega Dil Do Jahano Se Jeetne Ke Liye O.. Jeetne Ke Liye… Jeetne Ke Liye… Kehte Hain Yeh Iraade Sabhi Toota Hoon Main Bikhra Nahi Dhoop Mein Jo Pighal Jaaye Main Woh Barf Ka Tukda Nahi Na Darega Dil Inn Tufano Se Phir Ladega Dil Do Jahano Se Jeetne Ke Liye O.. Jeetne Ke Liye… Jeetne Ke Liye… Din Mein Dekhi Raate Kayi Hone Lagi Subah Nayi Andheron Ki Dararon Se Ab Dikhe Lagi Hai Roshni Na Darega Dil Imtihaano Se Phir Ladega Dil Do Jahano Se Jeetne Ke Liye O.. Jeetne Ke Liye… Jeetne Ke Liye… Jitne Ke Liye Lyrics In Hindi आसमान भी हारता है ज़मीं पे वक़्त गुजारते है फिर से ऊँचाइयों की चाह में ज़िन्दगी जो टूट’ती है नींद साड़ी रूठती है होंसला मिल ही जाता है राह में फिर उडेगा दिल उन् उड़ानों में फिर लड़ेगा दिल दो जहानो से जीतने के लिए ओ.. जीतने के लिए… जीतने के लिए… कहते हैं यह इरादे सभी टूटा हूँ मैं बिखरे नहीं धुप में जो पिघल जाए मैं वह बर्फ का टुकड़ा नहीं न डरेगा दिल इन् तुफानो से फिर लड़ेगा दिल दो जहानो से जीतने के लिए ओ.. जीतने के लिए… जीतने के लिए… दिन में देखि राते कई होने लगी सुबह नयी अंधेरों की दरारों से अब दिखे लगी है रौशनी न डरेगा दिल इम्तिहानो से फिर लड़ेगा दिल दो जहानो से जीतने के लिए ओ.. जीतने के लिए… जीतने के लिए…Download This Lyrics Now
Download LyricsMovie : Azhar Singers : Krishnakumar Kunnath (K.K) Song Lyricists : Rakesh Kumar (Kumaar) Music Composer : Amaal Mallik
Write a comment