Yeh mera jaha
Movie : Kushi Director : Jayanth C. Paranjee Cast:Pawan kalyan ,Bhoomika Lyrics: Abbas Tyerwala Music: Manisharma Singers: K.K
Yeh mera jaha Song Info
Detailed information regaring song Yeh mera jaha.
Caption
Detail
Movie
Kushi
Director
Jayanth C. Paranjee
Cast
Pawan kalyan
, Bhoomika
Lyrics
Abbas Tyerwala
Music
Manisharma
Singers
K.K
Song Video
Song Lyrics
ye meraa jahaa ye mera ghar meraa aasiyaa ye meri duniyaa thera kaam kyaa hai yahaa ye meraa jahaa ye mera ghar meraa aasiyaa ye meri duniyaa thera kaam kyaa hai yahaa jeen ke andhere sooraj khole aa yahaan kaatonki raahe mile kaliyaa bichaathe wahaan chalthe masthi me chal jaayengi manjil kahaan kal aane waalonko dekh there kadam honge nishaa oh. pa pa pa ra pa pa pa pa pa oh. pa pa pa ra pa pa pa pa pa ithihaas ki shuruvaad aag se huyi aag shakthi hai aag jingdagi hai thum sabme yek jingaari hai jise koyi bhujaa nahi sakthaaa jo buraayi paas aayegi jal jaayegi jo paap kareeb aayegaa jal jaayegaa thum sab shole ho mashaale ho chalthe rahon jalthe rahon jalthe rahon oho oho meraa ghar mera aasiyaa oho oho theraa kaam kyaa hai yahaa ye meraa jahaa ye mera ghar meraa aasiyaa ye meri dhuniya samjaa kyaaaaaaaaa jeen ke andhere sooraj khole aa yahaan kaatonki raahe mile kaliyaa bichaathe wahaan chalthe masthi me chal jaayengi manjil kahaan kal aane waalonko dekh there kadam honge nishaa oh. pa pa pa ra pa pa pa pa pa oh. pa pa pa ra pa pa pa pa pa ithihaas ko badlaa pahiye nahi pahiyaa ghoomthaa hai duniyaa aage badhthi hai thumhe bhi ek din ithihaas ko badlnaa hai desh ko aage badhaanaa hai thum sab aanewaali kal ki saase ho thum sab aanewaali kal ki dhadkan ho thum ruk nahi sakthe dham nahi sakthe chalthe rahon chalthe rahon chalthe rahon oho oho meraa ghar mera aasiyaa oho oho theraa kaam kyaa hai yahaa ye meraa jahaa ye mera ghar meraa aasiyaa ye meri duniyaa thera kaam kyaa hai yahaa jeen ke andhere sooraj khole aa yahaan kaatonki raahe mile kaliyaa bichaathe wahaan chalthe masthi me chal jaayengi manjil kahaan aane waalonko dekh there kadam honge nishaa oho na na naa ra naa na na na ra na ra naa ra naaDownload This Lyrics Now
Download LyricsMovie : Kushi Director : Jayanth C. Paranjee Cast : Pawan kalyan , Bhoomika Lyrics : Abbas Tyerwala Music : Manisharma Singers : K.K
Write a comment