Wafa Na Raas Aayee Lyrics
Gulshan Kumar & T-Series presents Bhushan Kumar's "Wafa Na Raas Aayee" in the voice of Jubin Nautiyal, music by Meet Bros, lyrics are written by Rashmi Virag. The song features Himansh Kohli,
Wafa Na Raas Aayee Lyrics Song Info
Detailed information regaring song Wafa Na Raas Aayee Lyrics.
Caption
Detail
Song
Wafa Na Raas Aayee
Music Label T
Series
Song Video
Song Lyrics
Wafa Na Raas Aayee Lyrics Roun Ya Hansun Teri Harkat Pe Ya Phir Teri Taarif Karoon Mere Dil Se Tu Aise Khel Gaya Ab Jee Na Saku Mar Bhi Na Saku Teri Zehar Bhari Do Aankhon Ki Mujhe Chaal Samjh Mein Na Aayi Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Sadiyon Yeh Zamana Yaad Rakhega Yaar Teri Bewafai Wafa Na Raas Aayee Tujhe O Harjai Waadon Ki Lashon Ko Bol Kahan Dafnaun Waadon Ki Lashon Ko Bol Kahan Dafnaun Khwabon Aur Yaadon Se Kaise Tumko Mitaun Kyun Na Main Tujhe Pehchan Saka Sach Tere Nahi Main Jaan Saka Tere Noor Se Jo Raushan Tha Kabhi Uss Shehar Mein Aag Lagai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Sadiyon Yeh Zamana Yaad Rakhega Yaar Teri Bewafai Wafa Na Raas Aayee Tujhe O Harjai Jis Jis Ko Mohabbat Raas Aayi Woh Log Naseebon Wale The Taqdeer Ke Hathon Haar Gaye Hum Jaise Jo The Sunn Yaar Mere Oh Harjai Hum Thode Alag Dilwale The Par Jaisa Socha Tha Humne Tum Waise Na The Tune Waar Kiya Sidhe Dil Pe Aur Palak Bhi Na Jhapkayi Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai Wafa Na Raas Aayi Tujhe O HarjaiDownload This Lyrics Now
Download LyricsSong : Wafa Na Raas Aayee Music Label T : Series
Write a comment