Tere naal ishqa
Tere Naal Ishqa Lyrics from Shivaay: The song is sung by Kailash Kher and has music by Mithoon and lyrics are penned by Sayeed Quadri. The movie stars Ajay Devgn, Sayyeshaa, Erika Kaar, Abigail Eames, Vir Das and others.
Tere naal ishqa Song Info
Detailed information regaring song Tere naal ishqa.
Caption
Detail
Starring
Ajay Devgn
, Sayyeshaa
, Erika Kaar
, Abigail Eames
, Vir Das
, Girish Karnad
, Saurabh Shukla .
Music
Mithoon
Song Video
Song Lyrics
O… Teri tarah mujhe duniya mein Nahi koi chaah sakta Tere dil mein fikr meri Rahe sham-o-subah Tere dil mein har pal har dam hai Khayaal mera hi hai basta Tere lab pe zikr mera Rahe sham-o-subah Tere saath main hoon mehfooz sada Itna tujhpe hai yakeen mera Tapti jalti inn raahon mein Tu saaya mera Sehra bhi hai gulshan ban jata Khushboo ki tarah jab tu aata Iss zindagi mein har ghadi Chaahun teri panaah Tere naal ishqa mera Tere naal ishqa mera Lagda ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera zyada Main de du sadka zyada main de du sadka Lagda ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera Aa.. Tapti jalti inn raahon mein Tu saaya mera Ho ik tere seene se Lag kar hi Mere dil ko aaye sukoon Jab gham koi Sataaye mujhe Main tujhe hi to dekhun Jazbaat mere na koi samjha Iss duniya mein ik tere siva Har din, har shab teri baahon mein Hai chain mila Sehra bhi hai gulshan ban jata Khushbu ki tarah jab tu aata Iss zindagi mein har ghadi Chaahun teri panaah Tere naal Ishqa mera Tere naal Ishqa mera Lagda ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera zyada Main de du sadka zyada Main de du sadka Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera Ho tera naam main jis bhi ghadi Honthon pe laata hoon Lafzon mein kahin Khud hi chhupa ehtraam main paata Chahe dekh loon main sara ye jahan Sabse haseen manzar tu mera Rehta basta nigaahon mein Ik chehra tera Sehra bhi hai gulshan ban jata Khushbu ki tarah jab tu aata Iss zindagi mein har ghadi Chahun teri panaah Tere naal ishqa mera Tere naal ishqa mera Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera zyada Main de du sadka zyada Main de du sadka Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera Mere sang tu sada Tu hai saaya mera Chahun teri panaah O… Mere sang tu sada Tu hai saaya mera Chahun teri panaahDownload This Lyrics Now
Download LyricsStarring : Ajay Devgn , Sayyeshaa , Erika Kaar , Abigail Eames , Vir Das , Girish Karnad , Saurabh Shukla . Music : Mithoon
Write a comment