Tauba Song Lyrics | Badshah | Payal Dev

Tauba Song Lyrics are sung by Badshah & Payal Dev. Music is given by Badshah. Tauba Song Lyrics are written by Badshah and its music video is directed by Badshah.

Tauba Song Lyrics | Badshah | Payal Dev Song Info

Detailed information regaring song Tauba Song Lyrics | Badshah | Payal Dev.

Caption Detail
Song Tauba
Singer BadshahPayal Dev
Lyrics Badshah
Music Badshah
Cast Malavika Mohanan, Badshah, Payal Dev
Label Apni Dhun

Song Video

Song Lyrics

Ek look maahi tera

Jaan le jaaye mera

Sir pe chad jaaye paara

Hosh udd jaaye

Ve ek look maahi tera

Jaan le jaaye mera

Sir pe chad jaaye paara

Hosh udd jaaye saara

Feeling samajh le dildaara

Dil-e-naadan haaye tauba

Hua nukshan haaye tauba

Un aakhon se tune dekha

Gayi meri jaan haaye tauba

Tauba, tauba tauba tauba

Ye baatein chhoti chhoti hai

Inhe badi na banaao

Laal rang wali aakhon waalo ko

Jhandi hari na dikhaao

Shaitaan se nazare ke hum

Humein pari na dikhaao

Ye aag aisi hai

Ise saawan ki jhadi na dikhaao

Galat hai sab par lage hai sahi

Aankhein band kar daregi to nahi

Jo bhi main bolunga karegi tu wahi

Jaha tune chhua mujhe waha tu gayi

Teri main teri hoon teri hoon main

Tu jaan le yaara

Ki dil mein phool khile tere naam ke

Ye maan le yaara

Jo chaahti hai tu humse

Hum kabhi wo kar nahi sakte

Ki jinme dil hi na ho

Wo kisi pe mar nahi sakte

Feeling samajh le dildara

Dil-e-naadan haaye tauba

Hua nuksaan haaye tauba

Inn aaknon se tune dekha

Gayi meri

Dil-e-naadan haaye tauba

Hua nuksaan haaye tauba

Inn aaknon se tune dekha

Gayi meri jaan haaye tauba

Haaye tauba….

It’s your boy Badshah

Tauba tauba tauba

Haaye tauba

Gayi meri jaan haaye tauba


style="display:block"
data-ad-format="autorelaxed"
data-ad-client="ca-pub-7171481088644657"
data-ad-slot="6671635116">

Song : Tauba Singer : BadshahPayal Dev Lyrics : Badshah Music : Badshah Cast : Malavika Mohanan, Badshah, Payal Dev Label : Apni Dhun

Related posts

Write a comment