Sitaron Si Jagmaga Rahi Hai Lyrics
Movie: Aur Pyaar Ho Gaya Singers: Udit Narayan Song Lyricists: Javed Akhtar Music Composer: Nusrat Fateh Ali Khan
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hai Lyrics Song Info
Detailed information regaring song Sitaron Si Jagmaga Rahi Hai Lyrics.
Caption
Detail
Movie
Aur Pyaar Ho Gaya
Singers
Udit Narayan
Song Lyricists
Javed Akhtar
Music Composer
Nusrat Fateh Ali Khan
Song Video
Song Lyrics
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hai Lyrics Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein Kabhi Ye Aankhein Hain Neeli Jheelein Kabhi Ye Aankhein Hain Jaam Jaise Kabhi Ye Aankhein Hain Neeli Jheelein Kabhi Ye Aankhein Hain Jaam Jaise Kabhi Hai Subahon Si Ujli Ujli Kabhi Nasheeli Ki Shaam Jaise Kabhi Nazaaron Ke Dekhti Hain Kabhi Hain Khud Ek Nazaara Aankhein Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein Kabhi Ye Aankhein Jo Meherbaan Hon To Main Zara Sa Ye Kaam Kar Loon Kabhi Ye Aankhein Jo Meherbaan Hon To Main Zara Sa Ye Kaam Kar Loon Salaam Karne Ki Aarzoo Hai Idhar Jo Dekhe Salaam Kar Loon Main Aankhon Aankhon Mein Ye Bhi Keh Doon Na Hongi Aisi Dubaara Aankhein Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein. Sitaron Si Jagmaga Rahi Hai Lyrics In Hindi सितारों सी जगमगा रही हैं तुम्हारी आँखें सितारा आँखें कभी शरारत कभी मोहब्बत हर एक पल एक इशारा आँखें सितारों सी जगमगा रही हैं तुम्हारी आँखें सितारा आँखें कभी शरारत कभी मोहब्बत हर एक पल एक इशारा आँखें सितारों सी जगमगा रही हैं तुम्हारी आँखें सितारा आँखें कभी ये आँखें हैं नीली झीलें कभी ये आँखें हैं जाम जैसे कभी ये आँखें हैं नीली झीलें कभी ये आँखें हैं जाम जैसे कभी है सुबहों सी उजली उजली कभी नशीली की शाम जैसे कभी नज़ारों के देखती हैं कभी हैं खुद एक नज़ारा आँखें सितारों सी जगमगा रही हैं तुम्हारी आँखें सितारा आँखें कभी शरारत कभी मोहब्बत हर एक पल एक इशारा आँखें सितारों सी जगमगा रही हैं तुम्हारी आँखें सितारा आँखें कभी ये आँखें जो मेहरबान हों तो मैं ज़रा सा ये काम कर लूँ कभी ये आँखें जो मेहरबान हों तो मैं ज़रा सा ये काम कर लूँ सलाम करने की आरज़ू है इधर जो देखे सलाम कर लूं मैं आँखों आँखों में ये भी कह दूँ न होंगी ऐसी दुबारा आँखें सितारों सी जगमगा रही हैं तुम्हारी आँखें सितारा आँखें कभी शरारत कभी मोहब्बत हर एक पल एक इशारा आँखें सितारों सी जगमगा रही हैं तुम्हारी आँखें सितारा आँखें.Download This Lyrics Now
Download LyricsMovie : Aur Pyaar Ho Gaya Singers : Udit Narayan Song Lyricists : Javed Akhtar Music Composer : Nusrat Fateh Ali Khan
Write a comment