Sach Keh raha hai deewana Hindi Lyrics And Latest Song

“Sach Keh Raha Hai Deewana Lyrics Hindi movie song” is from the Bollywood movie “Rehna Hain Tere Dil Mein ”. This Bollywood romantic drama film was released

Sach Keh raha hai deewana Hindi Lyrics And Latest Song Song Info

Detailed information regaring song Sach Keh raha hai deewana Hindi Lyrics And Latest Song.

Caption Detail

Song Video

Song Lyrics


Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar Ke wade saare
Jhoothi hai Pyaar ki kasmein
Maine har lamha jisse
Chaaha jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha Tanha chhoda
Sach keh raha hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe yaar ke wade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jise
Chaaha jise pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
Mausam mausam
Tha suhaana bada
Mausam mausam
Maine dekha usse
Hua main paagal
Bas Pal bhar mein aah
Mausam mausam
Tha suhaana bada
Mausam mausam
Maine dekha usse
Hua main paagal
Bas pal bhar mein
Aake basi hai woh
Mere mann mein
Uski kami hai ab jeevan mein
Wo door hai meri nazron se
Kyoon usse main chaahoon ?
Oh, sach keh raha
Hai deewana dil
Dil na kisi se lagaana
Jhoothe hai yaar ke wade saare
Jhoothi hai pyaar ki kasmein
Maine har lamha jise
Chaaha jise pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda
Sundar sundar wo haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin
Piye behaka aah
Sundar sundar wo haseena badi
Sundar sundar main to khone laga
Uske nashe mein bin
Piye behaka
Ek din usse bhoola doonga main
Uske nishaan mita doonga main
Chaahoonga na
Main us patthar ko
Jaa usse bata de
Lalla lai lai lai lai la le
Lalla lai lai lai lai la
Lalla lai lai lai lai la le
Lalla lai lai lai lai la
Maine har lamha jisse
Chaaha jisse pooja
Ussi ne yaaron mera dil
Toda toda tanha tanha chhoda.



style="display:block"
data-ad-format="autorelaxed"
data-ad-client="ca-pub-7171481088644657"
data-ad-slot="6671635116">

Related posts

Write a comment