Saawali Si Raat Lyrics
Movie: Barfi! Singers: Arijit Singh Song Lyricists: Swanand Kirkire Music Composer: Pritam Chakraborty
Saawali Si Raat Lyrics Song Info
Detailed information regaring song Saawali Si Raat Lyrics.
Caption
Detail
Movie
Barfi!
Singers
Arijit Singh
Song Lyricists
Swanand Kirkire
Music Composer
Pritam Chakraborty
Song Video
Song Lyrics
Saawali Si Raat Lyrics Saawali Si Raat Ho, Khamoshi Ka Saath Ho Hmm Saawali Si Raat Ho, Khamoshi Ka Saath Ho Bin Kahe Bin Sune, Baat Ho Teri Meri Neend Jab Ho Laapata, Udasiyaan Zara Hata Khwabon Ki Razaai Mein, Raat Ho Teri Meri Hmmm Mmm… Jhilmil Taaron Si Aankhein Teri Khare Khare Paani Ki Jheelein Bhare Hardam Yun Hi Tu Hansti Rahe Har Pal Hai Dil Mein Khwahishein Khamoshi Ki Loriyaan Sun Toh Raat So Gayi Bin Kahe Bin Sune, Baat Ho Teri Meri Saawali Si Raat Ho Khamoshi Ka Saath Ho Bin Kahe Bin Sune, Baat Ho Teri Meri Barfi Ke Tukde Sa, Chanda Dekho Aadha Hai Dheere Dheere Chakhna Zara Hmm Hansne Rulane Ka Aadha-Pauna Vaada Hai Kankhi Se Takna Zara Ye Jo Lamhe Hain Lamhon Ki Behti Nadi Mein Haan Bheeg Loon, Haan Bheeg Loon Ye Jo Aankhen Hain Aankhon Ki Gumsum Zubaan Ko Main Seekh Loon, Haan Seekh Loon Ankahee Si Guftagu, Ansuni Si Justajoo Bin Kahe, Bin Sune, Apni Baat Ho Gayi Saawali Si Raat Ho Khamoshi Ka Saath Ho Bin Kahe Bin Sune, Baat Ho Teri Meri. Saawali Si Raat Lyrics In Hindi सांवली सी रात हो, ख़ामोशी का साथ हो बिन कहे, बिन सुने, बात हो तेरी मेरी नींद जब हो लापता, उदासियाँ ज़रा हटा ख़्वाबों की रज़ाई में, रात हो तेरी मेरी बर्फी के टुकड़े सा, चंदा देखो आधा है धीरे धीरे चखना ज़रा हँसने रुलाने का, आधा-पौना वादा है कनखी से तकना ज़रा ये जो लम्हें हैं, लम्हों की बहती नदी में हाँ भीग लूँ, हाँ भीग लूँ ये जो आँखें हैं, आँखों की गुमसुम जुबां को मैं सीख लूँ, हाँ सीख लूँ अनकही सी गुफ्तगू, अनसुनी सी जुस्तजू बिन कहे, बिन सुने अपनी बात हो गयी सांवली सी रात हो, ख़ामोशी का साथ हो बिन कहे, बिन सुने, बात हो तेरी मेरीDownload This Lyrics Now
Download LyricsMovie : Barfi! Singers : Arijit Singh Song Lyricists : Swan , Kirkire Music Composer : Pritam Chakraborty
Write a comment