pal bhar thahar jao dil ye sambhal jae kaise tumhen

SONG: AGAR TUM SAATH HO SINGER: ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH MUSIC: A.R. RAHMAN LYRICS: IRSHAD KAMIL MUSIC LABEL: T-SERIES

pal bhar thahar jao dil ye sambhal jae kaise tumhen Song Info

Detailed information regaring song pal bhar thahar jao dil ye sambhal jae kaise tumhen .

Caption Detail
SONG AGAR TUM SAATH HO
SINGER ALKA YAGNIKARIJIT SINGH
MUSIC A.R. RAHMAN
LYRICS IRSHAD KAMIL

Song Video

Song Lyrics

पल भर ठहर जाओ दिल ये संभल जाए कैसे तुम्हें रोका करूँ मेरी तरफ आता हर ग़म फिसल जाए आँखों में तुम को भरूं बिन बोले बातें तुमसे करूँ गर तुम साथ हो अगर तुम साथ होतेरी नज़रों में है तेरे सपने तेरे सपनों में है नाराज़ी मुझे लगता है के बातें दिल की होती लफ़्ज़ों की धोखेबाज़ी तुम साथ हो या ना हो क्या फर्क है बेदर्द थी ज़िन्दगी बेदर्द है गर तुम साथ हो अगर तुम साथ हो पलकें झपकते दी दिन ये निकल जाए बैठी बैठी भागी फिरूँ मेरी तरफ आता हर ग़म फिसल जाए आँखों एमीन तुम को भरूं बिन बोले बातें तुमसे करूँ गर तुम साथ हो अगर तुम साथ हो तेरी नज़रों में है तेरे सपने तेरे सपनों में है नाराज़ी मुझे लगता है के बातें दिल की होती लफ़्ज़ों की धोखेबाज़ी तुम साथ हो या ना हो क्या फर्क है बेदर्द थी ज़िन्दगी बेदर्द है अगर तुम साथ हो दिल ये संभल जाए अगर तुम साथ हो हर ग़म फिसल जाए अगर तुम साथ हो दिल ये निकल जाए अगर तुम साथ हो हर ग़म फिसल जाए Pal bhar thahar jaao Dil ye sambhal jaaye Kaise tumhe roka karun Meri taraf aata har gham phisal jaaye Aankhon mein tum ko bharun Bin bole baatein tumse karun ‘gar tum saath ho.. Agar tum saath ho Behti rehti.. Nahar nadiya si teri duniya mein Meri duniya hai teri chaahaton mein Main dhal jaati hoon teri aadaton mein ‘gar tum saath ho Teri nazron mein hai tere sapne Tere sapno mein hai naraazi Mujhe lagta hai ke baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokebaazi Tum saath ho ya na ho kya fark hai Bedard thi zindagi bedard hai Agar tum saath ho Agar tum saath ho Palkein jhapakte hi din ye nikal jaaye Bethi bethi bhaagi phirun Meri taraf aata har gham phisal jaaye Aankhon mein tum ko bharun Bin bole baatein tumse karun ‘gar tum saath ho Agar tum saath ho Teri nazron mein hai tere sapne Tere sapno mein hai naraazi Mujhe lagta hai ke baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokebaazi Tum saath ho ya na ho kya fark hai Bedard thi zindagi bedard hai Agar tum saath ho Dil ye sambhal jaaye (Agar tum saath ho) Har gham phisal jaaye (Agar tum saath ho) Din ye nikal jaaye (Agar tum saath ho) Har gham phisal jaaye

Download This Lyrics Now

Download Lyrics

SONG : AGAR TUM SAATH HO SINGER : ALKA YAGNIKARIJIT SINGH MUSIC : A.R. RAHMAN LYRICS : IRSHAD KAMIL

Related posts

Write a comment