Naam E Wafa LYRICS
Naam E Wafa LYRICS, Movie: Creature 3D Singers: Farhan Saeed Butt (Farhan), Tulsi Kumar Song Lyricists: Mithoon Sharma Music Composer: Mithoon Sharma
Naam E Wafa LYRICS Song Info
Detailed information regaring song Naam E Wafa LYRICS.
Caption
Detail
Movie
Creature 3D
Singers
Farhan Saeed Butt (Farhan)
, Tulsi Kumar
Song Lyricists
Mithoon Sharma
Music Composer
Mithoon Sharma
Song Video
Song Lyrics
Naam E Wafa LYRICS Naam E Wafa Matlab Ke Liye Ab Lete Hain Kyun Sabhi Naam E Wafa Matlab Ke Liye Ab Lete Hain Kyun Sabhi Dard Jo Seene Mein Uthta Hai Nahi Samjha Yahaan Koi Toh Rehne De Iss Dard Mein Zinda Main Tanha Hi Sahi Ki Dil Se Ye Bhi Denge Bhula Tujhko Jaana Kabhi Rehne De Iss Dard Mein Zinda Main Tanha Hi Sahi Dil Se Ye Bhi Denge Bhula Tujhko Jaana Kabhi Teri Judaai Mein Marne Se Iss Dard Mein Jeena Bhala Naam E Wafa Matlab Ke Liye Ab Lete Hain Kyun Sabhi Dard Jo Seene Mein Uthta Hai Nahi Samjha Yahaan Koi Toh Rehne De Iss Dard Mein Zinda Main Tanha Hi Sahi Ke Dil Se Ye Bhi Denge Bhula Tujhko Jaana Kabhi Khwaab Ko Toot Jaane Do Hai Yahi Naseeb Mein Haan Saath Ko Chhoot Jaane Do Taqleef Badi Ho To Kya.. Sehne De Mujhe Sehne De Iss Gham Ko Hai Ye Ilteza.. Teri Wafa Jo Thi Sirhaane To Aaraam Mila Mujhe Tera Diya Tune Manga Wapas Toh Kya Ghalat Isme Toh Rehne De Iss Dard Me Zinda Main Tanha Hi Sahi Ke Dil Se Ye Bhi Denge Bhula Tujhko Jaana Kabhi Teri Judaai Mein Marne Se Iss Dard Mein Jeena Bhala Naam E Wafa Matlab Ke Liye Ab Lete Hain Kyun Sabhi Dard Jo Seene Mein Uthta Hai Nahi Samjha Yahaan Koi Toh Rehne De Iss Dard Mein Zinda Main Tanha Hi Sahi Ke Dil Se Ye Bhi Denge Bhula Tujhko Jaana Kabhi. Naam E Wafa LYRICS In Hindi नाम ए वफ़ा मतलब के लिए अब लेते हैं क्यूँ सभी नाम ए वफ़ा मतलब के लिए अब लेते हैं क्यूँ सभी दर्द जो सीने में उठता है नहीं समझा यहां कोई तोह रहने दे इस दर्द में ज़िंदा मैं तनहा ही सही की दिल से ये भी देंगे भुला तुझको जाना कभी रहने दे इस दर्द में ज़िंदा मैं तनहा ही सही दिल से ये भी देंगे भुला तुझको जाना कभी तेरी जुदाई में मरने से इस दर्द में जीना भला नाम ए वफ़ा मतलब के लिए अब लेते हैं क्यूँ सभी दर्द जो सीने में उठता है नहीं समझा यहां कोई तोह रहने दे इस दर्द में ज़िंदा मैं तनहा ही सही के दिल से ये भी देंगे भुला तुझको जाना कभी ख्वाब को टूट जाने दो है यही नसीब में हाँ साथ को छूट जाने दो तकलीफ बड़ी हो तो क्या.. सहने दे मुझे सहने दे इस ग़म को है ये इल्तेज़ा.. तेरी वफ़ा जो थी सिरहाने तो आराम मिला मुझे तेरा दिया तूने माँगा वापस तोह क्या ग़लत इसमें तोह रहने दे इस दर्द में ज़िंदा मैं तनहा ही सही के दिल से ये भी देंगे भुला तुझको जाना कभी तेरी जुदाई में मरने से इस दर्द में जीना भला नाम ए वफ़ा मतलब के लिए अब लेते हैं क्यूँ सभी दर्द जो सीने में उठता है नहीं समझा यहां कोई तोह रहने दे इस दर्द में ज़िंदा मैं तनहा ही सही के दिल से ये भी देंगे भुला तुझको जाना कभी.Download This Lyrics Now
Download LyricsMovie : Creature 3D Singers : Farhan Saeed Butt (Farhan) , Tulsi Kumar Song Lyricists : Mithoon Sharma Music Composer : Mithoon Sharma
Write a comment