Mehandi Wale Hath Guru Randhwa Lyrics Song

Mehendi Wale Haath Lyrics by Guru Randhawa is brand new Hindi song with music given by Sachet-Parampara. Mehndi Wale Hath song lyrics are written by Sayeed Quadri and video is directed by Arvindr Khaira. Mehendi Wale Haath Song Detail Lyrics by: Sayeed Quadri Singer: Guru Randhawa Composer: Sachet-Parampara

Mehandi Wale Hath Guru Randhwa Lyrics Song Song Info

Detailed information regaring song Mehandi Wale Hath Guru Randhwa Lyrics Song.

Caption Detail
Singer Guru Randhawa

Song Video

Song Lyrics

Mehendi wale haath woh tere Payal wale paanv Mehndi wale hath woh tere Payal wale paanv Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Kachchi pagdandi ke raste Aur neem ki chhanv Kachchi pagdandi ke raste Aur neem ki chhanv Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Mehendi wale haath Gaanv ka woh talaab Jahan har roz mila karta tha Baatein karte karte Teri choodi bhi ginta tha Teri bholi baatein sunkar Aksar main hansta tha Yaad unhein ab bhi karta hoon Shehar mein subah shaam Yaad unhein ab bhi karta hoon Shehar mein subah shaam Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Mehendi wale haath Mehendi wale haath Ho mehendi wale haath Ho ho ho Ho ho ho Kya toone ab bhi rakhe hain Prem ke woh sandesh Patthar baandh ke chhat par Teri deta tha jo phenk Yaad mujhe karta hai Kya tu ab unko dekh Kya tere hothon ko pata hai Ab bhi mera naam Kya tere hothon ko pata hai Ab bhi mera naam Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv Mehendi wale haath woh tere Payal wale paanv Mehndi wale hath woh tere Payal wale paanv Yaad bahut aate hain mujhko Tu aur apna gaanv

Download This Lyrics Now

Download Lyrics

Singer : Guru Randhawa

Related posts

Write a comment