LUDO: Aabaad Barbaad | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam,Sandeep
Gulshan Kumar & T-Series Films present, an Anurag Basu Productions in association with Ishana Movies the official song "Aabad Barbad" from bollywood movie of 2020 LUDO starring Abhishek A Bachchan, Aditya Roy Kapur, Rajkummar Rao, Pankaj Tripathi, Rohit Saraf, Fatima Sana Sheikh, Sanya Malhotra, Pearle Maaney, Inayat Verma, Asha Negi, and Shalini Vats. The film is written and directed by Anurag Basu, produced by Bhushan Kumar, Divya Khosla Kumar, Krishan Kumar, Anurag Basu, Tani Basu. Catch the madness, only on Netflix, on 12th November.
LUDO: Aabaad Barbaad | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam,Sandeep Song Info
Detailed information regaring song LUDO: Aabaad Barbaad | Abhishek B, Aditya K, Rajkummar R, Sanya M, Fatima S | Arijit, Pritam,Sandeep.
Caption
Detail
Music
Pritam
Singer
Arijit Singh
Lyrics
Sandeep Srivastava
Song Video
Song Lyrics
Ya to barbaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Wo galat tha yeh sahi hai
Jhooth yeh aaj keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Lab pe aakar jo ruke hain
Dhai wo harf keh do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do
Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do..
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Hmm..
Meetha sa yeh zehar
Main to peeta rahunga
Tu khuda na sahi
Main to sajde karunga
Tum jo sheerin na huye kya
Humko farhaad kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Mushqil aasaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do
Ya to barbaad kar do..
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fatak mijraab thha
Hmm..
Khwabon ko jagah na mili aankhon mein
Wahaan pehle se hi sailaab tha
Nagme banaata fira saajo pe
Dil apna fatak mijraab thha
Meri bejaan hasraton ko
Kaabile-daar kar do
Meri saanson se judi hai
Teri har saans keh do
Itna ehsaan kar do
Itna ehsaan kar do
Poore armaan kar do
Ya to barbaad kar do
Ya phir aabaad kar do..
Music : Pritam
Write a comment