Kyun Rabba song lyrics
Dil ka naseeb tha bura Jo socha tha woh na hua Door se jo laga samandar Tha woh manzar ret ka Dil ka naseeb tha bura Jo socha tha woh na hua Door se jo laga samandarTha woh manzar ret ka
Kyun Rabba song lyrics Song Info
Detailed information regaring song Kyun Rabba song lyrics.
Caption
Detail
Music Composer
Amaal Mallik
Singer
Armaan Malik
Lyrics
Kumaar
Music Producers
Sourav Roy & Amaal Mallik.
Song Video
Song Lyrics
"Kyun Rabba" (from "Badla" soundtrack) Dil hanste hanste ro pada Dard aansuon mein hai badha Dil hanste hanste ro pada Dard aansuon mein hai badha Tooti sabse hai yaari Main toh zindagi se haari Gayi saanson ko dukha ke kahan pe ye hawa Kyun Rabba iss qadar todeya ve Ki ik tukda na chhodeya Dhadakne ke liye dhadkano mein Kuch na bacha Kyun Rabba iss qadar todeya ve Ki ik tukda na chhodeya Dhadakne ke liye dhadkano mein Kuch na bacha Todeya ve Todeya ve Dhadkano ne Todeya ve Khud ka wajood kho gaya Saaya bhi paraya ho gaya Dekha hai tujhko kahin pe Bole mera aaina Khud ka wajood kho gaya Saaya bhi paraya ho gaya Dekha hai tujhko kahin pe Bole mera aaina Khudko na pehchaanu Pata khud ka na jaanu Jaaun ab main kahan pe Dikhe na raasta Kyun Rabba iss qadar todeya ve Ki ik tukda na chhodeya Dhadakne ke liye dhadkano mein Kuch na bacha Kyun Rabba iss qadar todeya ve Ki ik tukda na chhodeya Dhadakne ke liye dhadkano mein Kuch na bacha Dil ka naseeb tha bura Jo socha tha woh na hua Door se jo laga samandar Tha woh manzar ret ka Dil ka naseeb tha bura Jo socha tha woh na hua Door se jo laga samandar Tha woh manzar ret ka Dhokha de gayi taqdeerein Jhoothi nikli laqeerein Karun kispe yaqeen ye samajh mein aaye na Kyun Rabba iss qadar todeya ve Ki ik tukda na chhodeya Dhadakne ke liye dhadkano mein Kuch na bacha Kyun Rabba iss qadar todeya ve Ki ik tukda na chhodeya Dhadakne ke liye dhadkano mein Kuch na bachaDownload This Lyrics Now
Download LyricsMusic Composer : Amaal Mallik Singer : Armaan Malik Lyrics : Kumaar Music Producers : Sourav Roy & Amaal Mallik.
Write a comment