Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Lyrics In English And Hindi Don
"Jis Ka Mujhe Tha Intezaar" is a soulful and melodious Bollywood song from the iconic movie "Don." Sung by the legendary Lata Mangeshkar, this timeless track
Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Lyrics In English And Hindi Don Song Info
Detailed information regaring song Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Lyrics In English And Hindi Don.
Caption
Detail
Movie
Don
Singers
Lata Mangeshkar
, Kishore Kumar
Lyricist
Anjaan
Cast
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman & Pran
Producer
Nariman Irani
Director
Chandra Barot
Song Video
Song Lyrics
Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Lyrics In English :
Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi aa gayi
Aaj pyaar mein had
Se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko
Ya mar jaana hai
Jis ka mujhe tha intezaar
Jis ke liye dil tha beqaraar
Voh ghadi aa gayi aa gayi
Aaj pyaar mein had
Se guzar jaana hai
Maar dena hai tujhko
Ya mar jaana hai
Mujhpe jo guzri tu kya jaane
Tu kya samjhe o deewane
Leke rahoongi badna tujhse
Aayi hoon dil ki aag bujhaane
O kaatil meri nazron
Se bachke kahan jaayega
Kaatil meri nazron se
Bachke kahan jaayega
Diya hai jo mujhko vahi
Tu mujhse paayega
Voh ghadi aa gayi aa gayi
Teer banke jigar
Mein utar jaana hai
Maar dena hai tujhko
Ya mar jaana hai
Jaadu tera kis pe chala
Hoga kisi din yeh faisla
Voh ghadi aayegi aayegi
Jaana tune abhi yeh
Kahan jaana hai
Kise jeena hai aur
Kisko mar jaana hai
Hoga tera aashiq zamaana
Auron ka dil hoga tera nishaana
Naaz na kar yun teere nazar pe
Aaye hamein bhi teer chalaana
Jo hai khilaadi unhe
Khel hum dikhaayenge
Apne hi jaal mein
Shikaari phas jaayenge
Voh ghadi aayegi aayegi
Waqt aane pe tujhko
Yeh samjhaana hai
Kise jeena hai aur
Kisko mar jaana hai
Kise jeena hai aur
Kisko mar jaana hai.
जिस का मुझे था इंतज़ार गाने के बोल अंग्रेजी और हिंदी में :
जिसका मुझे था इंतज़ार
जिसके लिए दिल था बेक़रार
वो घड़ी आ गई, आ गई
आज प्यार में हद से गुज़र जाना है
मार देना है तुझको या मर जाना है
मुझपे क्या गुज़री तू क्या जाने
तू क्या समझे ओ दीवाने
ले के रहूँगी बदला तुझसे
आई हूँ दिल की आग बुझाने
ओ क़ातिल मेरी नज़रों से बच के कहाँ जाएगा
दिया है जो मुझको वही तू मुझसे पाएगा
वो घड़ी आ गई, आ गई
तीर बन के जिगर में उतर जाना है
मार देना है…
जादू तेरा किसपे चला
होगा किसी दिन ये फ़ैसला
वो घड़ी आएगी, आएगी
जानां तूने अभी ये कहाँ जाना है
किसे जीना है और किसको मर जाना है
वो घड़ी आएगी…
होगा तेरा आशिक़ ज़माना
औरों का दिल होगा तेरा निशाना
नाज़ न कर यूँ तीर-ए-नज़र पे
आए हमें भी तीर चलाना
जो है खिलाड़ी उन्हें खेल हम दिखाएँगे
अपने ही जाल में शिकारी फँस जाएँगे
वो घड़ी आएगी, आएगी
वक़्त आने पे तुझको ये समझाना है
किसे जीना है…
Movie : Don Singers : Lata Mangeshkar , Kishore Kumar Lyricist : Anjaan Cast : Amitabh Bachchan, Zeenat Aman & Pran Producer : Nariman Irani Director : Chandra Barot
Write a comment