Jagi Hui Fizayen Lyrics
Movie: Aur Pyaar Ho Gaya Singers: Asha Bhosle, Udit Narayan Song Lyricists: Javed Akhtar Music Composer: Nusrat Fateh Ali Khan
Jagi Hui Fizayen Lyrics Song Info
Detailed information regaring song Jagi Hui Fizayen Lyrics.
Caption
Detail
Movie
Aur Pyaar Ho Gaya
Singers
Asha Bhosle
, Udit Narayan
Song Lyricists
Javed Akhtar
Music Composer
Nusrat Fateh Ali Khan
Song Video
Song Lyrics
Jagi Hui Fizayen Lyrics Aagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Mere Liye Phoolon Mein Taazgi Si Hai Raahon Mein Roshani Si Hai Din Mein Bhi Chaandni Si Hai Mere Sanam Tere Liye Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Mere Liye Phoolon Mein Taazgi Si Hai Raahon Mein Roshani Si Hai Din Mein Bhi Chaandni Si Hai Mere Sanam Tere Liye Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Laayi Hai Kaisi Khushi Tere Mere Pehle Pehle Pyaar Mein Khoyi Khoyi Zindagi Laayi Hai Kaisi Khushi Tere Mere Pehle Pehle Pyaar Mein Khoyi Khoyi Zindagi Kab Aisa Tha Samaa Kab Thi Ye Dilkashi Kaliyon Ki Chunari Dhalki Hai Lehron Se Masti Chhalki Hai Sapnon Ki Duniya Jhalki Hai Mere Sanam Tere Liye Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Aa…Ooo… Sunte Hain Ye Vaadiyaan Dheere Dheere Haule Haule Kehte Hain Do Dil Daastaan Sunte Hain Ye Vaadiyaan Dheere Dheere Haule Haule Kehte Hain Do Dil Daastaan Hai Jaise Tham Gaya Mausam Ka Karvaan Bhanvre Jo Gungunaate Hain Jhonke So Sansanaate Kuchh Taar Jhanjhanaate Hain Mere Sanam Tere Liye Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye Mere Liye Phoolon Mein Taazgi Si Hai Raahon Mein Roshani Si Hai Din Mein Bhi Chaandni Si Hai Mere Sanam Tere Liye Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye. Jagi Hui Fizayen Lyrics In Hindi आगि हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए मेरे लिए फूलों में ताज़गी सी है राहों में रोशनी सी है दिन में भी चांदनी सी है मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए जागी हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए मेरे लिए फूलों में ताज़गी सी है राहों में रोशनी सी है दिन में भी चांदनी सी है मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए जागी हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए लायी है कैसी ख़ुशी तेरे मेरे पहले पहले प्यार में खोयी खोयी ज़िन्दगी लायी है कैसी ख़ुशी तेरे मेरे पहले पहले प्यार में खोयी खोयी ज़िन्दगी कब ऐसा था समा कब थी ये दिलकशी कलियों की चुनरी ढल्की है लहरों से मस्ती छल्की है सपनों की दुनिया झलकी है मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए जागी हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए आ…वू वू वू... सुनते हैं ये वादियां धीरे धीरे हौले हौले कहते हैं दो दिल दास्ताँ सुनते हैं ये वादियां धीरे धीरे हौले हौले कहते हैं दो दिल दास्ताँ है जैसे थम गया मौसम का कारवां भँवरे जो गुनगुनाते हैं झोंके सो सनसनाते कुछ तार झनझनाते हैं मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए जागी हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए मेरे लिए फूलों में ताज़गी सी है राहों में रोशनी सी है दिन में भी चांदनी सी है मेरे सनम तेरे लिए मेरे लिए जागी हुई फ़िज़ाएं हैं तेरे लिए मेरे लिए गाती हुई हवाएँ हैं तेरे लिए.Download This Lyrics Now
Download LyricsMovie : Aur Pyaar Ho Gaya Singers : Asha Bhosle , Udit Narayan Song Lyricists : Javed Akhtar Music Composer : Nusrat Fateh Ali Khan
Write a comment