इन आँखों की मस्ती गाने के बोल | Umrao Jaan | Rekha, Farouque Shaikh

फिल्म उमराव जान से आशा भोंसले द्वारा गाए गए हिंदी और अंग्रेजी गीतों के साथ बॉलीवुड के गीत "आंखों की मस्ती" का आनंद लें। -हिन्दी

इन आँखों की मस्ती गाने के बोल | Umrao Jaan | Rekha, Farouque Shaikh Song Info

Detailed information regaring song इन आँखों की मस्ती गाने के बोल | Umrao Jaan | Rekha, Farouque Shaikh.

Caption Detail
Song Ankhon Ki Masti
Lyrics Shahryar
Singer Asha Bhosle
Music Khayyam
Movie Umrao Jaan उमराव जान
Released on Apr 30, 1981
Language हिन्दी

Song Video

Song Lyrics

इन आँखों की मस्ती के मस्ताने हज़ारों हैं इन आँखों से वाबस्ता अफ़साने हज़ारों हैं इक तुम ही नहीं तन्हाँ, उल्फ़त में मेरी रुसवा इस शहर में तुम जैसे दीवाने हज़ारों हैं इन आँखों की... इक सिर्फ़ हम ही मय को, आँखों से पिलाते हैं कहने को तो दुनिया में मयख़ाने हज़ारों हैं इन आँखों की... इस शम्म-ए-फ़रोज़ाँ को, आँधी से डराते हो इस शम्म-ए-फ़रोज़ाँ के परवाने हज़ारों हैं इन आँखों की... In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain Mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Ek tum hi nahin tanha, aah aah Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva Ulfat mein meri rusva Is shaher mein tum jaise Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain Deewaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke, aah aah aah Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain Aankhon se pilaate hain Kehne ko to duniya mein Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain Maikhaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Is shamm-e-faroza ko, aah aah Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho Aandhi se darraate ho Is shamm-e-faroza ke Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain Parvaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke

Download This Lyrics Now

Download Lyrics

Song : Ankhon Ki Masti Lyrics : Shahryar Singer : Asha Bhosle Music : Khayyam Movie : Umrao Jaan उमराव जान Released on : Apr 30, 1981 Language : हिन्दी

Write a comment