ILZAAM
bssn
ILZAAM Song Info
Detailed information regaring song ILZAAM.
Caption
Detail
Starring
Carla Dennis
Music
Arjun Kanungo
Lyrics
Arjun Kanungo
, King
Producers
Martin Hollis, Arjun Kanungo
Additional programming
Nemo, VOLE
Guitars
Ishaan Das, Bhushan Chitnis
Song Video
Song Lyrics
Bata de mujhe Wajah de mujhe Mera hi main na raha Sab dhoondh rahe Maine kiya aisa kya Hum phir na mile Main khud se hi kyun laapata Hata de usse Mita de usse Duniya bani pyar ki Ilzaam tale Tune kiya aisa kya Hum phir na mile Tune kaha tha mujhe Na chhod ke jaana kabhi Phir kyun palte hoon alag Par bura to nahi Ilzaam lage Ke main badal gaya Kyun badal gaya Kabhi pooch meri jaan Aansuon se bhara Samandar tha mera Tu tair na saki Main doob gaya Ilzaam lage King Thodi wafa mujhse bhi kar leti Maan leta paar khuda ke Na jaane seh gaye kitne sitam Socha tum haqdaar wafa ke Hum galti se seekh gaye Kabhi karna na bharosa Husn waalon pe Khul ke bata do Kya hisaab karoge Ho itna chup reh ke Kya barbaad karoge Aur ab jo le hi chuke ho Tum sab hamara Ab kyun yaad karoge Ilzaam lage Ke main badal gaya Kyun badal gaya Kabhi pooch meri jaan Aansuon se bhara Samandar tha mera Tu tair na saki Main doob gaya Tere zulmon ko main aaj bhi Hoon kyun seh raha Tu bewajah bewafa kyun bani Pehli dafa jahan yeh mera ro gaya Sab kho gaya jo tu na mili Jaane jaana aisa kya hai Tune mujhse jo churaya Mujhse puchho jeena kya hai Itna chah ke bhi mil na paya Maine maana dil dukha hai Apne haal pe rona aaya Duniya jeeti sabko paya Bas ek pyar tera hisse na aayaDownload This Lyrics Now
Download LyricsStarring : Carla Dennis Music : Arjun Kanungo Lyrics : Arjun Kanungo , King Producers : Martin Hollis, Arjun Kanungo Additional programming : Nemo, VOLE Guitars : Ishaan Das, Bhushan Chitnis
Write a comment