Hum To Mashoor Hue Hai Lyrics
Movie: Dil Hai Ki Manta Nahin Singers: Anuradha Paudwal Song Lyricists: Rani Malik Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Hum To Mashoor Hue Hai Lyrics Song Info
Detailed information regaring song Hum To Mashoor Hue Hai Lyrics.
Caption
Detail
Movie
Dil Hai Ki Manta Nahin
Singers
Anuradha Paudwal
Song Lyricists
Rani Malik
Music Composer
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Song Video
Song Lyrics
Hum To Mashoor Hue Hai Lyrics Hum To Mashhoor Huye Hain Aapki Chahat Mein Hum To Mashhoor Huye Hain Aapki Chahat Mein Kitne Majboor Hue Hain Aapki Chahta Mein Hum To Mashhoor Huye Hain Aapki Chahat Mein Aap Hi Aap Hain Jaati Hain Jaha Tak Yeh Nazar Aap Hi Aap Hain Jaati Hain Jaha Tak Yeh Nazar Dil Hamara Hai Magar Aap Ka Haq Hai Iss Par Duniya Se Dur Huye Hain Aap Ki Chahat Mein Duniya Se Dur Huye Hain Aap Ki Chahat Mein Kitne Majboor Huye Hain Aapki Chahat Mein Hum To Mashhoor Huye Hain Aapki Chahat Mein Aap Se Pyaar Kiya Aapka Armaan Kiya Aap Se Pyaar Kiya Aapka Armaan Kiya Ek Nazar Mein Hi Ye Dil Aap Pe Qurbaan Kiya Hum Se Yeh Kusoor Huye Hain Aapki Chahat Mein Hum To Mashhoor Huye Hai Aapki Chahat Mein Kitne Majbor Huye Hain Aapki Chahat Mein Hum To Mashhoor Huye Hai Aapki Chahat Mein Aapki Chahat Mein… Aapki Chahat Mein… Aapki Chahat Mein… Hum To Mashoor Hue Hai Lyrics In Hindi हम तो मशहूर हुए हैं आपकी चाहत में हम तो मशहूर हुए हैं आपकी चाहत में कितने मजबूर हुए हैं आपकी चाहता में हम तो मशहूर हुए हैं आपकी चाहत में आप ही आप हैं जाती हैं जहां तक यह नज़र आप ही आप हैं जाती हैं जहां तक यह नज़र दिल हमारा है मगर आप का हक़ है इस पर दुनिया से दूर हुए हैं आप की चाहत में दुनिया से दूर हुए हैं आप की चाहत में कितने मजबूर हुए हैं आपकी चाहत में हम तो मशहूर हुए हैं आपकी चाहत में आप से प्यार किया आपका अरमान किया आप से प्यार किया आपका अरमान किया एक नज़र में ही ये दिल आप पे कुर्बान किया हम से यह कुसूर हुए हैं आपकी चाहत में हम तो मशहूर हुए है आपकी चाहत में कितने मजबूर हुए हैं आपकी चाहत में हम तो मशहूर हुए है आपकी चाहत में आपकी चाहत में… आपकी चाहत में… आपकी चाहत में…Download This Lyrics Now
Download LyricsMovie : Dil Hai Ki Manta Nahin Singers : Anuradha Paudwal Song Lyricists : Rani Malik Music Composer : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Write a comment