Gulabi Aankhen | Sanam

From one of the most peaceful and scenic islands of the beautiful country Maldives here's our #SANAMrendition​ of the super hit song 'Gulabi Aankhen' from the 1970 movie 'The Train'.

Gulabi Aankhen | Sanam Song Info

Detailed information regaring song Gulabi Aankhen | Sanam.

Caption Detail
Singer Mohammad Rafi
Music Director R.D. Burman
Lyrics Anand Bakshi
Film The Train (1970 film)
Label Universal Music Group

Song Video

Song Lyrics

O…

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushqil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya

Dil mein mere khwaab tere
Tasveer jaise ho deewar pe
Tujhpe fidaa main kyun hua
Aata hai gussa mujhe pyar pe

Main lut gaya
Maan ke dil ka kaha
Main kahin ka na raha
Kya kahu main dilruba

Bura ye jaadu
Teri aankhon ka
Ye mera qaatil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya

Maine sada chaha yahi
Daaman bacha lu haseeno se main
Teri kasam khwabon mein bhi
Bachta firaa naazneeno se main

Tauba magar
Mill gayi tujhse nazar
Mill gaya dard-e-jigar
Sun zara oh bekhabar

Zara sa hans ke jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambhalo mujhko o mere yaaron
Sambhalna mushqil ho gaya

O…

LYRICS IN ENGLISH

Gulaabi aankhen joh teri dekhi sharaabi yeh dil ho gaya
My heart got intoxicated when it saw your pink eyes
Sambhalo mujhko o mere yaaron sambhalna mushkil ho gaya
Please take care of me my friends, it's become hard to remain stable
Dil mein mere khwaab tere tasveerein jaise ho deewaar pe
Your dreams are there in my heart just like pictures on walls
Tujhpe fida main kyun hua aata hai gussa mujhe pyar pe
Why did I go crazy for you, I'm upset with love for that
Main lut gaya maanke dil ka kaha
I've lost everything by listening to my heart
Main kahin ka na raha
I don't have anything left
Kya kahoon main dilruba
What should I say my beloved
Pura yeh jaadu teri aankhon ka yeh mera qatil ho gaya
The magic in your eyes is killing me
Gulaabi aankhen joh teri dekhi sharaabi yeh dil ho gaya
My heart got intoxicated when it saw your pink eyes
Maine sada chaha yehi daaman bacha loon haseeno se main
I've always tried to protect myself from the beautiful girls
Teri kasam khwaabon mein bhi bachta phira naazneeno se main
I swear on you, even in my dreams I kept running away from the beauties
Tauba magar mil gayi tujhse nazar
But then my eyes connected with you
Mil gaya dard-e-jigar
And I discovered the pain in my heart
Sun zara o bekhabar
Listen up you unaware one
Zara sa haske joh dekha tune main tera bismil ho gaya
I was wounded by you when you looked at me with a smile
Gulaabi aankhen joh teri dekhi sharaabi yeh dil ho gaya
My heart got intoxicated when it saw your pink eyes
Sambhalo mujhko o mere yaaron sambhalna mushkil ho gaya
Please take care of me my friends, it's become hard to remain stable

Singer : Mohammad Rafi Music Director : R.D. Burman Lyrics : Anand Bakshi Film : The Train (1970 film) Label : Universal Music Group

Write a comment