EMIWAY - AS-SALAAM WALEKUM

EMIWAY - AS-SALAAM WALEKUM, CHECK OUT THE LYRICS HERE.

EMIWAY - AS-SALAAM WALEKUM Song Info

Detailed information regaring song EMIWAY - AS-SALAAM WALEKUM.

Caption Detail
Song As Salaam Walekum
Singer(s) Emiway Bantai
Musician(s) Flamboy

Song Video

Song Lyrics

"As-Salaam Walekum"

Haan as-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As-salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

Haan bahut logon ko main aane diya paas
Kisko bhi maan leta tu hi hai khas
Phir pata chala mujhe to yeh to bakwaas hai
Mujhe hi karna chahte sab to naash yeh

Sath rah ke haat pair kaanp rahe the
Ke soch ke baap re baap
Abhi se chalna hai sabse sambhal ke
To khud ko kehta hoon ab faasle naap

Main saans lena shuru kiya hoon
Ammi abba ko main khushi diya hoon
Hey maalik yeh teri raza hai
Mujhe to aa rela jeene mein kaafi maza hai

Kisi se nafrat nahi yehi wajah hai
Khud ko bana lo be doosre ke darwaje kayiko bajaye
Log yahan soch rakhe kayiko bachaye
Jab tak hai paisa yeh sath mein machaye

Asli log sath hain to samjhoge bhai
Kisko hai rakhna kidhar kisko banana jigar
Kis pe dabana trigger, yeh main samjh gaya

Kafi logon ki chal se main bach gaya kya?
Haan ab puchh mujhe main kaise itta shyana
Itti se umar duniya samjh gaya

Walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

Haan.. Haan..
Duniyadari kam reh raha hoon apne mein
Kisko bharosa nahi tha meri sapne mein
Abba ko chhod ke mummy ko chhod ke
Raste mein jitne bhi kaante the tod ke

Yahan tak aayele aise kaise chhod dein
Shortcut mangta hai sabko inko cheat code de
Meri pincode pe google kar
Wikipedia pe milega mera naam
Woh aise ch nahi ayele
Uske liye kaam kiyele apun subah shaam

Log kuchh bhi chillayenge
Inka to aadat hai jhooth bolna sareaam
Main to karun kaam mera kaam dega jawab
Jahan bhi jaata hoon izzat hai nawab
Tab tak hai dharti mein kab tak hai mauka
Jaldi se jaldi kama le sabab

Rubab ko rakhna uncha bich mein nahi bolne ka
Tere ko kaun puchha
Haal hi filhali mein maine kuchh socha
Khud ka main kha raha hun kiska nahi nocha

Jee raha hoon haq se
Itni pateli kyun karta hai shakhs yeh
Poochh mujhse
Bina jaan pehchan ke maidan mein ghusele
Independent beta haq se

Jawab dena hai to apun kis se bhi nahi darta
Jo bhi bolke dikhaya bantai
Woh main khulla karta kya?
Let's fucks given abhi farak bhi nahi padta
Poora game badal diya hai be 24 saal ka ladka

Salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

As salaam walekum
Sabko salaam walekum
Door se salaam sabko
Paas nahi aana tum

Haan nafrat karega to khuda naraaz
Dharti mein insaan log ban rahe maharaj
Inko nahi maloom kya hone wala aaj

Yeh kasam khilayenge kal ki bahar kuchh aur
Andar kuchh aur
Par andar ki baatein to chehre pe jhalki
Insan ko nikal ke aayele par
Khuda se bhi nahi rakh rahe dar
Itna guroor tere andar mat bhar
Itna kamaya leke jayega kidhar
Paap tera saaf karne nahayega kidhar
Baap bola beta mera chhod diya ghar

Abey aisa na kar sath nahi chhodna
Maa baap ne pakda hai hath nahi chhodna
Chhodna hai to chhod unn log ko
Jo log bich mein hi chhod denge kya?

Haan apun bhi aise hi shyane banele
Koyi todne ko ayega to apun bhi tod denge
Hath sirf jod denge khuda ke samne
Acha lag raha hai mujhe khuda ke samne

Batane yeh saari baatein
Baaki log meri tarah yeh bata nahi paate
Itne saare bas jo mera lockup hai
Jaise yeh panipat hai yeh pani paa de

Kyun ki thoda bahut karke nibha nahi paate
Yeh dikha nahi paate jo main dikha raha
Khud ko kabhi nahi bolna bichara
Khud ka banunga main khud hi sahara
Andar kyun chhupa hai chal beta bahar aa
Woh nahi milega jo tu hai chah raha
Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha
Usse bhi behtar kuchh likha hai ja raha

Sabar hai le lo patience rakho
Apna kaam karo dil laga ke karo
Consistent raho yo
Keep motivating each other
Independent organic day one se
Peace out!

Song : As Salaam Walekum Singer(s) : Emiway Bantai Musician(s) : Flamboy

Write a comment