Deva Deva Song Lyrics
Chingariyan ye jo mere
Seene mein hai dafan..
Inko zara deke hawa
Ban jaun main agan
Chingariyan ye jo mere
Seene mein hai dafan
Inko zara deke hawa
Ban jaun main agan
Dehek raha hai
Ban ke sharara
Dekh mera badan
Sab kuch mera
Karke fanaah
Karta hoon main hawan
Om deva deva
Om deva deva N
amah namo namah (2)
O mehsoos khudko
Maine kiya jab
Tune chhua
Om deva deva
Om deva deva
Namah namo namah
Namah om…. (7)
Ishq hamara
Nahi ye fitoor hai
Rishta purana
Koi toh zaroor hai
Aake mile hain
Usi ke toh vaaste
Ye raaste ye raaste..
Tu hai hawaaon ka
Jhonka main aag hoon
Tu raagdaari hai
Meri main raag hoon
Main jee raha hoon
Tere intezar mein
Aawaaz de aawaaz de
Teri saraaye
Dhoondh raha tha
Mera banjaara maan
Sab kuch mera
Karke fanaah
Karta hoon main hawan
Om deva deva
Om deva deva
Namah namo namah (2)
O mehsoos khudko
Maine kiya Jab tune chhua
Om deva deva
Om deva deva
Namah namo namah
Namah om (7)
Write a comment