Allah Maaf Kare Lyrics

Allah Maaf Kare Lyrics, Movie: Desi Boyz Singers: Shilpa Rao, Sonu Nigam Song Lyricists: Irshad Kamil Music Composer: Pritam Chakraborty

Allah Maaf Kare Lyrics Song Info

Detailed information regaring song Allah Maaf Kare Lyrics.

Caption Detail
Movie Desi Boyz
Singers Shilpa RaoSonu Nigam
Song Lyricists Irshad Kamil
Music Composer Pritam Chakraborty

Song Video

Song Lyrics

Allah Maaf Kare Lyrics Tauba Tauba Tere Pyaar Mein Lutt Gaya Iqraar Mein Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Oo Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Dekha Tujhe Toh Saansein Ruk Gayi Sajde Mein Yeh Aankhein Jhuk Gayi Teri Ibaadat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Tauba Tauba Tere Pyaar Mein Lutt Gaya Iqraar Mein Yeh Din Jawani Ke Dil Ki Kahani Ke Aise Bitaata Hoon Main Tere Khayalon Mein, Apne Sawaalon Mein Uljha Sa Jaata Hoon Main Yeh Din Jawani Ke Dil Ki Kahani Ke Aise Bitaata Hoon Main Tere Khayalon Mein, Apne Sawaalon Mein Uljha Sa Jaata Hoon Main Ho Ladte Ladte Aankhein Lad Gayi Dil Ki Baatein Aagey Badh Gayi Thodi Shararat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Meri Toh Sudh-Budh Kho Gayi, Allah Maaf Kare Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maana Zamaana Yeh Deta Hai Taana, Yeh Thoda Awaara Hoon Mein Jo Bhi Hoon Jaisa Hoon, Aisa Ya Waisa Hoon, Ab Toh Tumhara Hoon Main Maana Zamaana Yeh Deta Hai Taana, Yeh Thoda Awaara Hoon Mein Jo Bhi Hoon Jaisa Hoon, Aisa Ya Waisa Hoon, Ab Toh Tumhara Hoon Main Ho Aate Jaate Dekhoon Tujhko Jaane Hua Hai Yeh Kya Mujhko Sabse Baghawat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Saari Sharafat Kho Gayi, Allah Maaf Kare Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Aye Tujhse Mohabbat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Tauba Qayamat Ho Gayi, Allah Maaf Kare Tauba Tauba Tere Tu Lutt Gaya Tauba Tauba Tere Tu Lutt Gaya. Allah Maaf Kare Lyrics In Hindi तौबा तौबा तेरे प्यार में लुट गया इक़रार में तुझसे मोहब्बत हो गयी अल्लाह माफ़ करे तौबा क़यामत हो गयी अल्लाह माफ़ करे वू तुझसे मोहब्बत हो गयी अल्लाह माफ़ करे तौबा क़यामत हो गयी अल्लाह माफ़ करे देखा तुझे तोह सांसें रुक गयी सजदे में यह आँखें झुक गयी तेरी इबादत हो गयी तुझसे मोहब्बत हो गयी तौबा क़यामत हो गयी तौबा तौबा तेरे प्यार में लुट गया इक़रार में यह दिन जवानी के दिल की कहानी के ऐसे बिताता हूँ मैं तेरे ख्यालों में अपने सवालों में उलझा सा जाता हूँ मैं यह दिन जवानी के दिल की कहानी के ऐसे बिताता हूँ मैं तेरे ख्यालों में अपने सवालों में उलझा सा जाता हूँ मैं हो लड़ते लड़ते आँखें लड़ गयी दिल की बातें आगे बढ़ गयी थोड़ी शरारत हो गयी अल्लाह माफ़ करे मेरी तोह सुध-बुध खो गयी अल्लाह माफ़ करे तुझसे मोहब्बत हो गयी माना ज़माना यह देता है ताना यह थोड़ा आवारा हूँ में जो भी हूँ जैसा हूँ ऐसा या वैसा हूँ अब तोह तुम्हारा हूँ मैं माना ज़माना यह देता है ताना यह थोड़ा आवारा हूँ में जो भी हूँ जैसा हूँ ऐसा या वैसा हूँ अब तोह तुम्हारा हूँ मैं हो आते जाते देखूं तुझको जाने हुआ है यह क्या मुझको सबसे बग़ावत हो गयी अल्लाह माफ़ करे सारी शराफत खो गयी अल्लाह माफ़ करे तुझसे मोहब्बत हो गयी ए तुझसे मोहब्बत हो गयी अल्लाह माफ़ करे तौबा क़यामत हो गयी अल्लाह माफ़ करे तौबा तौबा तेरे तू लुट गया तौबा तौबा तेरे तू लुट गया.

Download This Lyrics Now

Download Lyrics

Movie : Desi Boyz Singers : Shilpa RaoSonu Nigam Song Lyricists : Irshad Kamil Music Composer : Pritam Chakraborty

Related posts

Write a comment