AGAR TUM SAATH HO song lyrics in Hindi & English From

This Hindi song is sung by Arijit Singh and Alka Yagnik for the Bollywood movie Tamasha. Mujsic composed by AR Rahman while Irshad Kamil wrote Agar Tum Saath Ho

AGAR TUM SAATH HO song lyrics in Hindi & English From Song Info

Detailed information regaring song AGAR TUM SAATH HO song lyrics in Hindi & English From.

Caption Detail
Singer Arijit SinghAlka Yagnik
Movie Tamasha
Lyrics Irshad Kamil
Composer AR Rahman
Starting Ranbir Kapoor, Deepika Padukone

Song Video

Song Lyrics

Agar Tum Saath Ho Lyrics In Hindi

पल भर ठहर जाओ
दिल ये संभल जाए
कैसे तुम्हें रोका करूँ

मेरी तरफ आता हर ग़म फिसल जाए
आँखों में तुम को भरूं
बिन बोले बातें तुमसे करूँ
गर तुम साथ हो

अगर तुम साथ होतेरी नज़रों में है तेरे सपने
तेरे सपनों में है नाराज़ी
मुझे लगता है के बातें दिल की
होती लफ़्ज़ों की धोखेबाज़ी

तुम साथ हो या ना हो क्या फर्क है
बेदर्द थी ज़िन्दगी बेदर्द है
गर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो

पलकें झपकते दी दिन ये निकल जाए
बैठी बैठी भागी फिरूँ
मेरी तरफ आता हर ग़म फिसल जाए
आँखों एमीन तुम को भरूं
बिन बोले बातें तुमसे करूँ
गर तुम साथ हो
अगर तुम साथ हो

तेरी नज़रों में है तेरे सपने
तेरे सपनों में है नाराज़ी
मुझे लगता है के बातें दिल की
होती लफ़्ज़ों की धोखेबाज़ी
तुम साथ हो या ना हो क्या फर्क है
बेदर्द थी ज़िन्दगी बेदर्द है

अगर तुम साथ हो
दिल ये संभल जाए
अगर तुम साथ हो

हर ग़म फिसल जाए
अगर तुम साथ हो
दिल ये निकल जाए
अगर तुम साथ हो
हर ग़म फिसल जाए

Agar Tum Saath Ho Lyrics In English

Pal bhar thehar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karu
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baaten tumse karu
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Behti rehti nahar, nadiya si
Teri duniya mein
Meri duniya hai teri chahton mein
Main dhal jaati hu teri adaton mein
Agar tum saath ho
Teri nazro mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Palkein jhapkte hi din ye nikal jaaye
Baithi baithi bhagi phiru
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baaten tumse karu
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Teri nazro mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Dil ye sambhal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam phisal jaaye
Agar tum saath ho
Dil ye nikal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam phisal jaaye

Download This Lyrics Now

Download Lyrics

Singer : Arijit SinghAlka Yagnik Movie : Tamasha Lyrics : Irshad Kamil Composer : AR Rahman Starting : Ranbir Kapoor, Deepika Padukone

Related posts

Write a comment